Sunday 11 September 2016

Bharose ki keemat

Maalum naa tha logo pe bharosa karne ka natija hoga galat
Maalum naa tha logo pe bharosa karne ka natija hoga galat
Kar baitha yakeen ye naadaan dil unn matlabi logo par
Aksar soch mein dooba rehta hai mann
Bharosa kiya tha humne sacche dil se
Par galat toh log hai
Unn galatiyon par kya gaur karna, aye dil jo humne kiye hi nahi
Gaur karna hi hai toh iss par karo ki Humne unhe nahi
Balki unhone hume kho diya

No comments:

Post a Comment